waqt ka taqaza
Jab dil tanha ho to ye maan lijiye
Waqt rukta nahi tere intazaar mai
Jo waqt par mile usse tham lijiye
Bewajha ki justuju mai hai se lad raha
Jo tera na tha uske piche pad raha
Bas mera kaha ye maan lijiye
Do pal fursat ke mile to baat kijiye